Showing posts with label Rock On. Show all posts
Showing posts with label Rock On. Show all posts

Monday, November 16, 2009

Socha Hai Lyrics From Rock On




Lyrics By : Javed Akhtar
Sung By : Farhan Akhtar
Music : Shankar, Ehsaan, Loy
Movie : Rock On ( Hindi )

Aasma Hai Neela Kyun,
Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen

Silk Mein Hai Narmi Kyun
Aag Mein Hai Garmi Kyun,
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Pedd Ho Gaye Kum Kyun,
Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi

Duniya Mein Hai Jung Kyun
Behta Laal Rang Kyun,
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin

Socha Hai...
Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai...
Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai...
Socha Nahi To Socho Abhi...

Behti Kyun Hai Har Nadi,
Hoti Kya Hai Roshni
Barf Girti Hai Kyun
Dost Kyun Hain Roothte
Taare Kyun Hain Toot The,
Baadlon Mein Bijli Hai Kyun

Socha Hai...
Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai...
Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai...
Socha Nahi To Socho Abhi...

Sannata Sunai Nahin Deta,
Aur Hawayen Dikhayi Nahin Deti
Socha Hai Kya Kabhi,
Hota Hai Yeh Kyun.....

Aasma Hai Neela Kyun,
Paani Geela Geela Kyun
Gol Kyun Hai Zameen

Silk Mein Hai Narmi Kyun
Aag Mein Hai Garmi Kyun,
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi
Pedd Ho Gaye Kum Kyun,
Teen Hain Ye Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi

Duniya Mein Hai Jung Kyun
Behta Laal Rang Kyun,
Sarhaden Hain Kyun Har Kahin

Socha Hai...
Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai...
Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai...
Socha Nahi To Socho Abhi...

Socha Hai...
Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai...
Ki Hain Yeh Kya Sabhi
Socha Hai...
Socha Nahi To Socho Abhi...

Listen Here


Get this widget
|
Track details
|
eSnips Social DNA

Posted By Sravan
Rock On!! Lyrics From Rock On




Lyrics By : Javed Akhtar
Sung By : Farhan Akhtar
Music : Shakar, Ehsaan, Loy
Movie : Rock On ( Hindi )

Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataoon
Tum Ye Samjhoge Shayad Main Pagal Hoon

Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataoon
Tum Ye Samjhoge Shayad Main Pagal Hoon

Dil Karta Hai Tv Tower Pe Main Chadd Jaoon
Chilla Chilla Ke Main Ye Sabse Kehdoon

Rock On… Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On… Har Lamha Pukaara
Rock On… Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On… Zindagi Millegi Na Dobaara...

Dil Karta Hai Sadkon Par Zor Se Gaoon
Sab Apne Apne Ghar Ki Khidki Kholen
Phir Main Aise Josheelay Geet Sunaoon
Mere Geeton Ko Sunke Sab Ye Bolen

Rock On… Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On… Har Lamha Pukaara
Rock On… Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On… Zindagi Millegi Na Dobaara...

Jaise Jeene Ko Dil Chahe Jee Waise Tu..
Meri To Hai Bas Ye Raaye Ki
Apne Jitne Bhi Armaan Hain Poore Karle Tu...

Rock On… Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On… Har Lamha Pukaara
Rock On… Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On… Zindagi Millegi Na Dobaara...

Rock On… Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On… Har Lamha Pukaara
Rock On… Yuhin Dekhta Hai Kya Tu
Rock On… Zindagi Millegi Na Dobaara...

Listen Here


Get this widget
|
Track details
|
eSnips Social DNA

Posted By Sravan
Sinbad The Sailor Lyrics From Rock On




Lyrics By : Javed Akhtar
Sung By : Farhan Akhtar
Music : Shankar, Ehsaan, Loy
Movie : Rock On ( Hindi )

Sindbad The Sailor
Ek Jahaaz Mein Jab Chala
Mere Yaar Sunlo Sunlo

Doondh Raha Tha Ek Naye Duniya
Ka Pata Mere Yaar Sunlo Sunlo

O O..
Anjaane Raahon Mein Tha..
o o..,
O O..
Lehron Ki Baahon Mein Tha..
o o..

Sab Ne Kaha Tha In
Samandaron Mein Jaana Nahin
Mere Yaar Sunlo Sunlo
Khwaabon Ke Peeche Jaake
Kuch Bhi Hai Paana Nahin
Mere Yaar Sunlo Sunlo

O O..
Apni Hi Dhun Mein Raha..
o o..,
O O.. Suntata Dil Ka Kahaan
o o..

Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

Us Ka Jahaaz Gira Tufano Mein,
Mere Yaar Sunlo Sunlo
Phir Bhi Na Aayi Aandhi
Us Ke Armaano Mein Mere Yaar Sunlo Sunlo

Woh Deewana Aisa Hi Tha
O o..
O O.. Sapno Ka Humrahi Tha
O o..

Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

O O..
Kuch Paane Ki Chaah Mein..
O O..,
O O.. Badta Rahan Raahon Mein
O O..

Gehra Samundar Tha Oonchi Oonchi Lehren
Mere Yaar Sunlo Sunlo
Kasthi Acchi Acchi Bhi Mushkil
Se Tehre Mere Yaar Sunlo Sunlo

O O Saahil Pe Gaa Hi Gaya
O O..,
Woh Mazil Ko Paa Hi Gaya
O O..

Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor
Us Ke The Jo Sapne
Wohin Us Ke The Apne,
Aisa Tha Sindbad The Sailor Sailor

Tum Ho To Gaata Hai Dil,
Tum Nahin To Geet Kahan..
Tum Ho To Hai Sab Haasil,
Tum Nahin To Kya Hai Yahan..

Tum Ho To Hai Sapno Ke Jaisa Haseen
Ek Sama...
Jo Tum Ho To Yeh Lagta Hai
Ke Mil Gayi.. Har Khushi
Jo Tum Na Ho Yeh Lagta Hai
Ke Har Khushi.. Mein Hai Kami
Tumko Hai Maangti Yeh Zindagi....

Listen Here


Get this widget
|
Track details
|
eSnips Social DNA

Posted By Sravan
Pichle Saat Dinon Mein Lyrics From Rock On



Lyrics By : Javed Akhtar
Sung By : Farhan Akhtar
Music : Shankar, Ehsaan, Loy
Movie : Rock On ( Hindi )

Meri Laundry Ka Ek Bill,
Ek Aadhi Padi Novel
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Ek Ladki Ka Phone Number,
Mere Kaam Ka Ek Paper
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na

Mere Taash Se Heart Ka King,
Mera Ek Chandi Ka Ring
Pichhle Saat Dino Mein
Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main
Aur Kabhi Khud Pe Roya

Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na

Present Mili Ek Ghadi,
Pyaari Thi Mujhe Badi
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Meri Jeb Ka Ek Packet,
Meri Denim Ki Jacket
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na

Do One-Day Match Ke Passes,
Mere Naye Naye Sunglasses
Pichhle Saat Dino Mein
Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main,
Aur Kabhi Khud Pe Roya

Kaise Bhuloon
Saatva Jo Din Aaya
Kisi Ne Tumse
Ek Party Mein Milwaaya
Kaisa Pal Tha Jis Pal Maine
Tumko Pehli Baar Dekha Tha..

Hum Jo Mile Pehli Baar
Maine Jaana.. Kya Hai Pyaar
Maine Hosh Bhi Khoya
Dil Bhi Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main,
Aur Kabhi Khud Pe Roya

Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na

Maine Pichhle Saat Dino
Mein Ye Sab Hai, Khoya

Listen Here


Get this widget
|
Track details
|
eSnips Social DNA

Posted By Sravan