Showing posts with label Falguni Pathak. Show all posts
Showing posts with label Falguni Pathak. Show all posts

Tuesday, October 20, 2009

Pal Pal Teri Yaad Sataye Lyrics From Falguni Pathak's Album



Pal Pal Teri Yaad Sataye

pal pal teri yaad sataye o piya......
pal pal teri yaad sataye o piya,
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
dhadke haye mera jiya,
dil ye bole piya piya
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
pal pal teri yaad sataye o piya
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
<...............................................................>
saamne jo tu aaye to
bol na paun kuch bhi piya,
jaisi meri haalat hai kya
teri bhi hai bol piya
saamne jo tu aaye to
bol na paun kuch bhi piya,
kaisa rog lagaya,
haye kaisa rog lagaya,
tune kya kiya,
jaisi meri haalat hai kya
teri bhi hai bol piya
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
pal pal teri yaad sataye o piya
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
<..............................................>
naam kisi ka lu lab pe to
naam tera hi aaye piya
jeena mushkil ho gaya mera
jabse dil hai tujhe diya,
naam kisi ka lu lab pe to
naam tera hi aaye piya
jeena mushkil ho gaya mera
jabse dil hai tujhe diya,
kya main karun kaise main karun,
kya main karun kaise main karun,
kya kar liya,
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
pal pal teri yaad sataye o piya
tujh bin jeene ki sochun to,
dhadke haye mera jiya,
pal pal teri yaad sataye o piya......

Posted By Sravan

Maine Payal Hai Chhankai Lyrics From Falguni Pathak's Album



Maine Payal Hai Chhankai

Tune jo payal jo chankayi fir kyun aaya na harjayi,
Tune jo payal jo chankayi fir kyun aaya na harjayi......hoooo
maine....maine payal hai chankayi ab to aaja tu harjayi
maine payal hai chankayi ab to aaja tu harjayi,
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa
maine payal hai chankayi ab to aaja tu harjayi,
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa
<...................................................................>
Chale jab yeh purvayi, baje dil me shahnayi,
tuhi mere sapno ka o sajnaaaa....
Chale jab yeh purvayi, baje dil me shahnayi,
tuhi mere sapno ka o sajnaaaa....
maine....maine hai lehrayi ab to aaja tu harjayi
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa
ho.......
tune chunri jo lehrayi fir kyun aaya na harjaayi
hoooo.....
main din bhar soch me dubun main raat main jaagun na soun
tuhi dil me rehta hai o sajnaa....
main din bhar soch me dubun main raat main jaagun na soun
tuhi dil me rehta hai o sajnaa....
maine....maine chudi hai khankayi
ab to aaja tu harjayi
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsaho.......
tune chudi jo khankayi fir kyun aaya na harjayi....ho...
ho...
tune payal jo chankayi fir kyun aaya na harjayi.... ho...
ho....
tune chunri jo lehrayi fir kyun aaya na harjayi.... ho..
hoo.....

Posted By Sravan

Meri Chunar Udd Udd Jaye Lyrics From Falguni Pathak's Album



Meri Chunar

Meri chunar udd udd jaye.....
Meri chunar udd udd jaye,
haye dil mera ghabraye,
Meri chunar udd udd jaye.....
haye dil mera ghabraye,
koi yeh to bataye,
mujhe yeh kya hua hai,
koi yeh to bataye,
mujhe yeh kya hua hai,
mera dil kyun machla jaye...haye..
Meri chunar udd udd jaye,
haye dil mera ghabraye,

un ke daras ko har pal meri,
aankhein tarsi jayein,
tanhayi bechaini mujko,
kyun itna tadpaye........
un ke daras ko har pal meri,
aankhein tarsi jayein,
tanhayi bechaini mujko,
kyun itna tadpaye........
koi yeh to bataye,
mujhe yeh kya hua hai,
koi yeh to bataye,
mujhe yeh kya hua hai,
mera dil kyun machla jaye...haye..
Meri chunar udd udd jaye,
haye dil mera ghabraye......

Posted By Sravan

Sawan Mein Lyrics From Falguni Pathak's Album



Sawan Mein Morni Banke

saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
sanwariya teri yaad mein
sanwariya teri yaad mein
teri chiththiyan bachun.....
ho ooo.......
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
sanwariya teri yaad mein......
sanwariya teri yaad mein
teri chiththiyan bachun.....
ho ooo.......
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun............
<.............................................................>
Teeron si chubhti hain
saawan ki sab ye boondein
chithi ka har akshar
meri udata hai neendein
ik to yeh tanhayi dhaye hai sitam
uspe yun saawan mein jalte hain hum
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
<.................................................................>
aao aao jaanam pyar ka hai yeh mousam
matwali baarish mein aao jara bheege hum
ek sapna lagta hai aana tera,
aaoge kehta hai yeh dil mera
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun
sanwariya teri yaad mein
sanwariya teri yaad mein
teri chiththiyan bachun.....ho ooo.......
saawan mein morni ban ke main to cham cham nachun
o main to cham cham nachun.......!!!

Posted By Sravan