Showing posts with label Adnan Sami. Show all posts
Showing posts with label Adnan Sami. Show all posts

Thursday, July 15, 2010

Teri Bahon Main Lyrics From Adnan Sami's Tera Chehra



Sung By : Adnan Sami

Teri bahon main
Teri bahon main
Jo guzri

Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam
Teri banhon main
Teri banhon main
Jo guzri

Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam
Yaad buhat ati hai
Yaad buhat ati hai
Pal pal woh barsat sanam

Teri bahon main
Teri bahon main
Jo guzri
Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam

Meethay meethay sapnon main tu khoyi thi
Meray seenay pe sar rakh ke soyee thi
Itnay main badal garja
Bijli bhi lehrayee
Aisay main tu darr ke meray
Aur paas chali ayee

Main ne chun liya
Main ne chun liya
Tera nazuk haath sanam
Haath sanam

Teri bahon main
Teri bahon main
Jo guzri
Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam

Roka main ne tujh ko main deewana tha
Magar tujhe apnay ghar jana tha
Woh betabi ke lamhay
Woh mastana alam
Sochta hoon aa jayay
Phir kabhi aisa mausam

Bhoola nahin main
Bholla nahin main
Teri koi baat sanam
Baat sanam

Teri bahon main
Teri bahon main
Jo guzri

Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam
Beri bahon main
Beri bahon main
Jo guzri
Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam

Yaad buhat ati hai
Yaad buhat ati hai
Pal pal woh barsat sanam

Teri bahon main
Teri bahon main
Jo guzri
Bheegi raat sanam
Bheegi raat sanam

Listen Here

Get this widget | Track details | eSnips Social DNA

Posted By Sravan.
Tera Chehra Lyrics From Adnan Sami's Tera Chehra



Sung By : Adnan Sami

Mm aa aa aa oh oh oh

Yeh zameen ruk jaaye, aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Ho, tera chehra jab nazar aaye

Yeh zameen ruk jaaye, aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Ho tera chehra jab nazar aaye

Ho ho
Tu ijaazat de agar
Tujhse thoda pyaar main kar loon, jaane jaan

Baith mere saamne
Khaali dil khaali nazar bhar loon, jaane jaan

Tu khafa ho jaaye raat abhi ho jaaye
Bin tere aanchal mein chhup jaaye, chhup jaaye

Yeh zameen ruk jaaye aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Ho tera chehra jab nazar aaye

Tu agar keh de mujhe
Chaand bhi le aaoon jaane jaan, jaane jaan

Ek taara maang le
Aasmaan le aaoon jaane jaan, jaane jaan

Yaad tu jab aaye neend bhi le jaaye
Khwaabon ke jungle mein chhup jaaye, chhup jaaye

Yeh zameen ruk jaaye aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Ho tera chehra jab nazar aaye

Ho tera chehra jab nazar aaye
Ho tera chehra jab nazar aaye
Hm aa aa aa hm aa aa aa, aa aa aa

Listen Here

Get this widget | Track details | eSnips Social DNA

Posted By Sravan.

Tuesday, July 13, 2010

Chein Mujhe Ab Aaye Na Lyrics From Adnan Sami's Tera Chehra




Sung By : Adnan Sami

Chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Seelii-seeli pyaasi raina
Aake bhiga de naina

Ho o o chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na
Ho

Hoon hoon

Beete dinon ki yaad sataati hai
Man ghabaraata hai rah-rah ke
Meri tanhaai mujhako bulaati hai
Bhaag gaya gam sah-sah ke

Koi mujhe behalaaye na
Tere bina jiya jaaye na

O chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Seeli-seeli pyaasi raina
Aake bhiga de naina

Ho chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na
Ho

Hoon hoon hoon hoon

Har dhadkan mein pyaas hai teri
Aise mein door main kaise rahoon

Tujh bina dil ka aalam kaisa hai
Tujhase bhala ye kaise kahu

Koi tujhe samajhaaye na
Tere bina jiya jaaye na

O chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Seeli-seeli pyaasi raina
Aake bhiga de naina

Ho chain mujhe ab aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye na
Hoo

Listen Here

Get this widget | Track details | eSnips Social DNA

Posted By Sravan