Sunday, June 27, 2010

Behne De Lyrics From Raavan



Lyrics By : Gulzar
Sung By : Karthik, Mohammed Irfan
Music : A.R Rehman
Movie : Raavan ( Hindi )

Arre aankh se boond gira koi
Chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara..

Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara..
Ghan itna baras ke galne lagoon
Main paani ke upar tarne lagoon...

Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de
Behne de ghanghor ghata
Behne de paani ki tarah
Sagar mein jaa girna hai
Behne de nadiyaa ki tarah

Shart lagi hai mar jaane ki
Jeena hai toh pyaar mein...

Deh kahi bhi ho mera,
Jaan rakhi hai yaar mein,

Beh jaa beh jaa, hai saagar ka kehna,
Beh jaa beh jaa, hai nadiyaa ko behna,

Patte se tapakti boond ki aawaz sunai di thi
Nadiyaan mein tapk aur gum ho jaa,

Beh gaya beh gaya.
Jo rah gaya rah gaya.
Beh gaya beh gaya.
Jo rah gaya rah gaya.

Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Ooo..Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Behne de ghanghor ghata
Behne de paani ki tarah
Sagar mein jaa girna hai
Behne de nadiyaa ki tarah

Mera pal pal ang ang bhar diya,
Tune jaan pe junoon sa kar diya,
Mera hai kya jo main haar doon,
Jaan teri hai tujh pe vaar doon.

Doob gaye jo suna hai saare
Tere dere aate hai,
Dil ke chullu mein bechare,
Doobkiya gote khaate hai,

Beh jaa, beh jaa, Chal tod kinaare ko,
Beh jaa, beh jaa, dhar le majdhaare ko,

Chingaari uda ke raakh se,
Ek boond gira ke aankh se,
Chalne ka ishara kar gaya

Kar gaya kar gaya
Sab bhar gaya bhar gaya...
Kar gaya kar gaya
Sab bhar gaya bhar gaya...

Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Ooo..Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Behne de ghanghor ghata
Behne de paani ki tarah
Sagar mein jaa girna hai
Behne de nadiyaa ki tarah

Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Ooo..Behne de mujhe behne de
Mujhe behne de mujhe behne de

Behne de ghanghor ghata
Behne de paani ki tarah
Sagar mein jaa girna hai
Behne de nadiyaa ki tarah

Listen Here

Get this widget | Track details | eSnips Social DNA

Posted By Sravan.

No comments:

Post a Comment